Bagh mein aam ki khushbu
Bagh mein ma-baap ki khushbu
Koi fikar nahin
Sirf parivar hai aur kuch nahin
Mohabat aur dil ki dua hai sab ka aur kuch nahin
Garmi mein doston kay saath khailtay hain, din mein lungi pehntay hain
Garmi mein saab ghar wale kay saath sottay hain chatt par raatho mein
Sardi mein sab log chai peetay hain aur laayhaaf orh ke sotay hain
Yeh hamara India hai
Yeh hamara Tanda hai
Yeh hamara ghar hai
—Aishah Ansari
Translation of Abbu ka Ghar
Dad’s Home
The scent of mangoes in the fields
The scent of my parents in the fields
There are no worries
There is my family and nothing else
Love and prayers from the heart from everyone and nothing else
In the summer we play with our friends wearing lungis
In the summer all family members sleep on the roof
In the cold we all drink tea and use a blanket while we sleep
This is my India
This is my Tanda
This is my home
—Aishah Ansari
I didnt know you had a blog or the fact that you were a poet. Youre an artist in so many ways.These are amazing. Reflection is a beautiful thing. Im always here if you want to talk.
ReplyDelete-Farheen Baji.